Yeh Banday Mitti Ke Banday, Yeh Jhanday Mitti Ke Jhanday - ISPR new Song

On the completion of first successful year of operation Zarb-e-Azb, ISPR has released a song as tribute to soldiers who are the part of this operation.


Lyrics of Ye Banday Mitti Ke Banday:

Pehle Maan Se Kuch Pucha Hai, Baahon Mein Baap Ka Juta Hai

Kia Chaal Me Khub Rawani Hai, Kaandhe Pe Nai Jawani Hai

Jis Kaam Chale Hen Chehre Se, Wo Kaam Zaruri Lagta Hai

Ankhon Me Dekha Jab Us Ne, Pegham Zaruri Lagta Hai

Kitna Piara Ho Ga Wo Bhe, Jis Ke Lye Sara Karta Hai

Tera He Sahara Hai Is Ko, Baqi Ko Sahara Karta Hai


Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday

Ye Jaen Onche Tarey Tak, Chand Ke Paar Kinare Tak


Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday

Ye Jaen Onche Tarey Tak, Chand Ke Paar Kinare Tak


Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday


Baaz Paron Se Kab Urta Hai, Baaz Ka Dil Hai Jo Urta Hai

Tez Hawa Se Darna Kesa, Dil He Aese Kab Murta Hai

In Ke Apne Koi Naam Nahi, Ik Naam Ke Sarey Pakke Hain

Har Ghar Me In Ke Rehti Hai, Ik Maa Ne Jis Ke Bache Hain

Jab Raat Akeli Ho Aae, Ye Tab Suraj Ke Sath Rahe

Jab Mushkil Bhi Ho Ghabrai, In Ke Hatho Me Hath Rahe


Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday

Ye Jaen Onche Tarey Tak, Chand Ke Paar Kinare Tak


Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday

Ye Jaen Onche Tarey Tak, Chand Ke Paar Kinare Tak


Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday

Posted Video in Defence
Login InOR Register